"Kuch Jazbaat" can say everything in its own beautiful way and connected somewhere us to our heart with our deep emotions. It's express our Feeling, Love, Affection, Care, Sorrow and Pain.
Showing posts with label Tareef-e-jazbaat. Show all posts
Showing posts with label Tareef-e-jazbaat. Show all posts

Monday, November 30, 2015

एक अर्श का टुकड़ा हमें ज़मीं पे मिला है



पत्थर नही शीशा नही ना फूल खिला है,
एक अर्श का टुकड़ा हमें ज़मीं पे मिला है,

कहता है दिल मेरा ये मै नहीं कहता,
लगता है जैसे मेरी इवादात का सिला है,

कर इलाही कुछ करम ये दिल है परेशां,
हर शख्स से शिकायत हर शय से गिला है,

अब क्या कहूँ मै शान-ए-हुस्न-ए-यार में हुजूर,
वो है तो इसी दुनिया का पर सबसे जुदा है..!!

Wednesday, August 12, 2015

तू है मेरे जीने की वज़ह

तेरा नाम जान-ए-बहार है..
मेरी ज़िंदगी तेरा प्यार है,

तू है मेरी धड़कन की सदा..
तू ही मेरे दिल का करार है,

तू है पहली बारिश का मज़ा..
तू ही आख़िरी इकरार है,

मुझे साहिलों की क्या खबर..
मै हूँ दरिया तू मजधार है,

तू है मेरे जीने की वज़ह..
मेरी जान तुझपे निसार है..!!

Saturday, February 28, 2015

ये मौसम भी है दीवाना आपका

ये मौसम भी है दीवाना आपका,
ए सनम इनायत आपकी बहाना आपका,

कुछ राहगीर आये वहाँ से,
शायद लाये हों अफ़साना आपका,

ए हवा खुशबू लेकर आना उनकी,
नहीं चलेगा अब कोई बहाना आपका,

मालूम है आपको आदत है मुझे आपकी,
क्योकि मैं हूँ जाना पहचाना आपका,

हाँ भिगो दे उसे मेरे प्यार के रंग से,
सुख पड़ा है जो आशियाना आपका,

ये मौसम भी है दीवाना आपका,
ए सनम इनायत आपकी बहाना आपका..!!

Saturday, January 31, 2015

आसमान से तोड़ कर तारा दिया है





“आसमान से तोड़ कर ‘तारा’ दिया है |
आलम ए तन्हाई में एक शरारा दिया है |
मेरी ‘किस्मत’ भी ‘नाज़’ करती है मुझे पे....
खुदा ने ‘मेहबूब’ ही इतना प्यारा दिया है…”

~♥♥~

Friday, October 31, 2014

Aasmaan Se Tod Ke Ek Tara Diya Hai






Aasmaan Se Tod Ke Ek Tara Diya Hai,
Meri Tanhai Ko Ik Sahara Diya Hai,

Meri Kismat bhi Naaj Karti Hai Mujh Par,
Ki Khuda Ne mera mehboob Hi Itna Pyara Diya Hai...!!

 ~♥♥~

Nazar jab mili to fasaane hue






Nazar jab mili to fasaane hue,
  Ek pal mein hum aapke deewane hue,

Jab se aaye hain aap hamari zindegi mein,
  Andaaz hi hamare kuch shairana hue...!!

 ~♥♥~

Kitna Hasin Chaand Sa Chehra Hai







Kitna Hasin Chaand Sa Chehra Hai,
Uspe Shabab Ka Rang Gehra Hai…
Khuda Ko Yakin Na Tha Wafa Pe,
Tabhi To Ek Chaand Pe Hazaaro Taaro Ka Pehra Hai...!!

 ~♥♥~

Tuesday, October 28, 2014

Jab aap muskuratey ho







हसीं फूलों को आती है.…
जब आप मुस्कुराते हो,
हमारी दुनिया बदल जाती है.…
जब आप मुस्कुराते हो,
आपकी मुस्कराहट  के आगे भला.…
क्या चाँद की रौनक,
हुज़ूर खुद चाँद भी शरमाता है....
जब आप मुस्कुराते हो...!!


(KJ00005)

Thursday, July 10, 2014

Tumase kitni mohabbat hai ye main bata nahi sakta




Tumase kitni mohabbat hai ye main bata nahi sakta,
Apni zindagi mein tumhari ehmiyat jata nahi sakta,
Meri zindagi ka har lamha tumhi se shuru hota hai,
Tumse door reh ke ek pal bhi me ek nahi sakta,
Mumkin hai main khud ko bhool jaaun,
Par tujhe bhoolne ki khata main kar nahi Sakta,
Tum mere dil mein hi nahi mere rom-rom me basi ho,
Tumse bichhad ke main ye zindagi jee nahi sakta ♥♥♥..!!

तेरी नाराजगी में भी मुहब्बत है




तेरी नाराजगी में भी मुहब्बत है.. 
ये लोग क्या जाने..
तेरी सजा में भी एक मजा है.. 
ये लोग क्या जाने..
कहती ही की बात नहीं करोगी मुझसे बात करने को
तुम भी तड़पती हो ये लोग क्या जाने..
करती हो मुहब्बत मुझसे बेपनाह तुम भी..
पर छुपाना भी एक अदा है तुम्हारी ये लोग क्या जाने ♥♥♥..!!

Wednesday, July 2, 2014

तुम्हारी चाहतों में मुस्कुराया तो गजल कह दी

तुम्हारी चाहतों में मुस्कुराया तो गजल कह दी,
तुम्हारी याद में आँसू बहाया तो गजल कह दी..

जमाने की बहुत पाबंदियाँ हैं प्यार पर यारों,
इन्हीं पाबंदियों में कसमसाया तो गजल कह दी..

तुम्हारी आँख में चंचल शराबों की सी मस्ती है,
इन्हें पीकर के जो मैं लडखडाया तो गजल कह दी..

मेरे हर ख्वाब,मेरे हर ख्यालों में बसे हो तुम,
कि जब ख्वाबों में जाकर गुनगुनाया तो गजल कह दी..

भुलाये से न भूलेगा,तुम्हारे प्यार का मौसम,
कि इस मौसम ने दिल को गुदगुदाया,तो गजल कह दी..

तुम्हें फिर याद कर-कर के कि बरबस मेरी आँखों में,
समन्दर अश्क का जब डबडबाया,तो गजल कह दी ♥♥♥..!!

Tuesday, March 25, 2014

Unko Meri Mohabbat Pyari Lagi Hai



Unko Meri Mohabbat Pyari Lagi Hai,
Duniya Ko Meri Kalam Pyari Lagi Hai,

Hamne Kya Likha Hai Khuda Jaane,
Duniya Ko Meri Likhi Har Baat Pyari Lagi Hai ♥♥♥..!!!

Masoom Saadgi Se Muskurana Tera


Masoom Saadgi Se Muskurana Tera,
Simatkar Bahon Mein Bikhar Jana Tera,

Un Motiyon Se Puchhun Woh Seep Kahan Hai,
Ki Sehra Mein Keemati Aashiyana Tera,

Lekar Chala Gaya Woh Haaye Jaan Meri,
Behad Haseen Tha Bahana Tera,

Haya Sharm Ki Tasveer Dekhi Maine,
Hatheliyon Se Chehra Chhupana Tera,

Bana Le Tu Mujhe Bhi Shaagird Apna,
Khoob Hai Yeh Andaaz Shayrana Tera,

Masoom Saadgi Se Muskurana Tera,
Simatkar Bahon Mein Bikhar Jana Tera ♥♥♥..!!!

Tujhe Dekhe Jo Koi Bhi, Wahi Jag Ko Bhool Jaaye

Tujhe Dekhe Jo Koi Bhi, Wahi Jag Ko Bhool Jaaye,
Tujhe Pyar Karun Main Itna, Tu Sabko Bhool Jaaye,

Tujhe Dekh Kar Farishte Bhi, Rab Ko Bhool Jaaye,
Tujhe Khushiyan Dun Itni Ke Tu Sab Gham Bhool Jaaye,

Tu Mere Kareeb Aa Kar Sab Tanhaiyaan Bhool Jaaye,
Tu Dil, Main Dhadkan, Dono Ek Dooje Ke Hamraaj Ban Jaaye,

Eh Sanam Tujhe Main Pyar Karun Itna Ki Tu Sabko Bhool Jaaye,
Kho Jaayein Hum Dono Pyar Mein Aise Khud Ko Bhool Jaaye ♥♥♥..!!!

Mana Dil Ne Khuda Aapko


Mana Dil Ne Khuda Aapko,
Chaha Hamne, Pooja Aapko,

Apne Aap Se Puchhiye Eh Sanam,
Khushboo Kahoon Yaa Fizaa Aapko,

Mandir Mein Jaaun Ab Kisliye,
Jab Maan Liya Dewata Aapko,

Manzar Badla Hai Jeene Ka,
Jab Se Zindagi Samjha Hai Aapko,

Behti Lahar Salaam Karegi ,
Fursat Se Sahil Mila Aapko ♥♥♥..!!!

Yeh Mausm Bhi Hai Deewana Aapka

Yeh Mausm Bhi Hai Deewana Aapka,
Eh Sanam Inayat Aapki Bahana Aapka,

Kuchh Raah-Geer Aaye Wahaan Se,
Shayad Laye Hon Afsana Aapka,

Eh Hawa Kushboo Lekar Aana Unki,
Nahi Chalega Ab Koi Bahana Aapka,

Maloom Hai Aapko Aadat Hai Mujhe Aapki,
Kyonki Main Hoon Jaana Pahchana Aapka,

Haan Bhigo De Use Mere Pyar Ke Rang Se,
Sukha Pada Hai Jo Aashiyana Aapka,

Yeh Mausm Bhi Hai Deewana Aapka,
Eh Sanam Inayat Aapki Bahana Aapka ♥♥♥..!!!

ना गुजरना ईद के दिन किसी मस्जिद के सामने से







ना गुजरना ईद के दिन किसी मस्जिद के सामने से ,
कही लोग चाँद समझकर रोज़ा ना तोड़ दे ,
होकर खफा खूदा तुमसे कही ,
चाँद जैसा चेहरा बनाना ना छोड़ दे ♥♥♥. . !!!

Wo Kehti Hai Batao Main Tumhe Kyo Bhaa Gayi Itna ?


Wo Kehti Hai Batao Bhi jaan Kyun Rooth Jate Ho ?
Main Kehta Hoo Zara Mujh Ko Manao Acha Lagta Hai !!
Wo Kehti Hai Mera Dil Tum Se Aakhir Kyo Nahi Bharta ?
Main Kehta Hoo Mohabat Ki Koi Had Hi Nahi Hoti !!
Wo Kehti Hai Batao Main Tumhe Kyo Bhaa Gayi Itna ?
Main Kehta Hoo Meri JAAN Hadsay To Ho Hi Jate Hain !!
Wo Kehti Hai Achanak Main Tumhain Yu Hi Rulaa Doo To ?
Main Kehta Hoo Mujhe Darr Hai Ke Tum Bhi Bheeg JaoGe ♥♥♥..!!!

Tuesday, January 14, 2014

Dil Ka Aitbaar Mil Gaya Mujh Ko

Dil Ka Aitbaar Mil Gaya Mujh Ko,
Aap Ka Pyaar Mil Gaya Mujh Ko,

Sawar Jaayegi Meri Ye Zindagi,
Ishq Ka Dayaar Mil Gaya Mujh Ko,

Ki Jis Ki Tamanna Khwaabon Ne,
Woh Hi Dildaar Mil Gaya Mujh Ko,

Roshan Ho Gaya Jahaan Jab Se,
Aap Ka Deedaar Mil Gaya Mujh Ko,

Be-Maqsad Thi Zindagani Pehle Ab,
Intezaar-E-Yaar Mil Gaya Mujh Ko,

Aap Ke Dil Ko Hum Apna Kahen,
Woh Ikhtiyaar Mil Gaya Mujh Ko,

Justuju Jiski Ki Barson Maine Wo,
Lamha Yaadgaar Mil Gaya Mujh Ko ♥♥♥..!!

Tuesday, January 7, 2014

Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho

Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho
Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat Day Do

Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain
Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat Day Do

Tumhari raat si zulfon main chand sa chehra
Mujhay yeh sham sajanay ki IjazatDay Do

Mujhay Qaid kar lo apnay ishq main
Yeh jaan tum pe lootanay ki IjazatDay Do

Nahi hai shauk bhoolnay ka mager
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do ♥♥♥..!!