"Kuch Jazbaat" can say everything in its own beautiful way and connected somewhere us to our heart with our deep emotions. It's express our Feeling, Love, Affection, Care, Sorrow and Pain.

Monday, June 1, 2015

Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya


 
Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya
Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya
Aaj Bahut Roya Ke Aaram Aaya
Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya

Lakh Chhupaya Is Jamaane Se
Lakh Chhupaya Is Jamaane Se
Meri Ghazal Mein Aakhir Tera Naam Aaya
Aaj Bahut Roya Ke Aaram Aaya
Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya

Chhod Di Kab Ki Zindagi Humne
Chhod Di Kab Ki Zindagi Humne
Chhod Ke Jabse Shehar Tera Apne Gaon Aaya
Aaj Bahut Roya Ke Aaram Aaya
Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya

So Rahe The Chain Se Kabar Mein
So Rahe The Chain Se Kabar Mein
Uth Gaye Sir Pe Achanak Jo Tera Paanv Aaya
Aaj Bahut Roya Ke Aaram Aaya
Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya

Hashar Ka Din Hai Aaj Jashan Mana
Hashar Ka Din Hai Aaj Jashan Mana
Baandh Ke Sir Pe Kafan Dekho Aaj Maan Aaya
Aaj Bahut Roya Ke Aaram Aaya
Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya
Mera Gham Hi Aakhir Mere Kaam Aaya

~Babbu Mann~